PCOS aur Hormonal Balance Kesy Kryn

PCOS aur Hormonal Balance Kesy Kryn

 Pakistan mein har teesri aurat kisi na kisi shakal mein hormonal imbalance ka shikar hai. PCOS (Polycystic Ovary Syndrome) aik silent issue hai jo sirf periods tak mehdood nahi rehta — yeh infertility, diabetes, aur anxiety tak le ja sakta hai. Lekin lifestyle aur herbal support ke zariye is par fitri tor par qabo paaya ja sakta hai.


PCOS ki wajohat:- Insulin resistance, lifestyle stress, aur hormonal disruption

Khuraak ka asar: Sugar, white carbs aur dairy se parhez; green leafy sabziyaan, seeds aur antioxidants lena

Ashi Herbals Tea ka role: Fennel, cinnamon aur licorice jaise ingredients insulin sensitivity aur estrogen balance mein madadgar

Exercise + stress relief: Yoga, walk, aur mindfulness

Dua aur tawakkul ke saath holistic healing


Summary:- PCOS sirf aik dard nahi, aik lifestyle challenge hai. Agar aap apni khuraak, stress aur tea jaise herbal support pe tawajju dein, to aap naturally hormonal balance hasil kar sakti hain. Ashi Period Care Tea iss safar ka pehla qadam ho sakti hai.

Back to blog